pighle neelam sa behta hua ye shama
neeli neeli si khamosi
naa kahin hai jameen naa kahin aasmaan
sarsarati hui tehniya pattiya keh rahi hai
ki bas tum ho yahan
sirf main hoon , meri saasein hain ,meri dhadkane hain
aisi gehraaiyaan ,aisi tanhaiyaan aur main ..sirf main
apne hone pe mujhko yakeen ho gaya
From muvi : Zindagi Naa Milegi Dobara ... its true yaar .. so live the life who knows when n where it will leave us .
No comments:
Post a Comment